Thursday, March 29, 2012

jindgi ki uljhne sararto ko kam kar deti hai, or log kahte hai ham samjhdar ban gye

Ek time tha jab sbhi ne mana kiyaa ki apni dadhi mat badhya kar sabhi ne sunaaya fir bhi aagar jid ke aadhar par jit milti to kab ki mil jaati thi, lekin jit mili dimag se hamesh dari badhai fir dosto ne ha kaha to ncc walo ne wapas katva di or gar ke hitlar papa ko to ye pasand bhi nhi thi, fir dadi ji se pata chala papa ne bhi badhai thi to me to suru hi ho gyaaa bhashan dena fir apni hi baate manani suru or mene maaa se kaha ye to bhagwan ki den hai unke liye badha rha hu , fir hona kyaa tha raat ko maaaa ke sapne me bhagwan aaye or vo meri dari ke baare me kahne lage or subah to nikal hi padi maaa ne kah diya ki tu dari badha sakta hai hammmm:) majha hi aagya or me to tab ise hatane wala nhi


Jid karne me fayda na ho to dimaag se kaam lo :))


Published with Blogger-droid v2.0.4

No comments:

Post a Comment